PDA

View Full Version : Sweet & Saur Boti Cut Kabab Recipe



CaLmInG MeLoDy 123
01-09-2017, 06:57 AM
http://calmingmelody.urdutehzeb.com/wp-content/uploads/2014/06/boti-cut-kabab.jpg

Boti Cutt Kabab Ingredients



<tbody>
Qeema Chicken/Mutton/Beif
1 Kg


Garlic
1 Whole


Ginger
1 Inch


Onion
1 Whole


Crushed Red Chilli
1 Tea Spoon


Garam Masala Powser
Half Tea Spoon


Green Chillies
5


Salt
To Taste


Cumin Seed Powder/Zeera Powder
1 Tea Spoon


Egg
1


Chinese Salt (Not Necessary)
1 Tea Spoon

</tbody>



In Tamaam Masaaloun Ko Baareek Pees Kar Qeeme Main Mila Lain . Aur Qeeme Ko Bhi Kisi Ache Copper Main Finaly Chopp Kar Ke Fine Kar Lain.
Qeeme Ke Bare Bare Aur Patle Patle Chapli Kabaab Tal Kar Unke Cubic Shape Ke Tukre Kaat Lain. Cube About One Inch In Ko Aik Side Par Rakh Lain







Gravy Ingredients

<tbody>
Shimla Mirch Cut In Cubic Shape
2


Onion Cut In Cubic Shapes Like Shashlik
1 Big


Tomatoes/Tamatar Cut In Cubic Shapes
2 Big


Green Chillies Finnaly Chopped
4


Chinese Salt
1 Tea Spoon


Salt
To Taste


Crushed Red Chilli
1 Tea Spoon


Black Pepper Crushed
1/4 Tea Spoon


Chilli Garlic Sause Or Tomato Ketchup
One Cup


Chilli Sause
1/4th Cup


Soya Sause
1/4th Cup


Sirka
2 Tab Spoon


Oil
1 Cup

</tbody>



Shimla Mirch, Piyaz, Tamaatar, Aur Hari Mirch Ko Garam Oil Main Daal Kar Tez Aanch Par Do Min Ke Liye Fry Karain..Us Main Tamaam Sauce And Spices Add Karain . Sath Hi Ketchup Bhi Daal Kar Bhoon Lain . Itna Ke Oil Alag Ho Jaye.

Is Main Boti Cut Kabab Daal Kar Halki Aanch Pe Dam Kar Lain About 5 Min

Special Sweet & Saur Boti Cut Kabab Taiyaar Hain.