Masaalon ko store karne ke liye behtar hai ke aap in ko saaf kar ke..aur dhoop laga ke rakhain.aur aksar dhoop lagate raha karain.is se masale ziada waqt tak save kiye ja sakte hain.aur masaloun ko ghunn lagne se bhi bachaya ja sakta hai..