Ek ehem baat. ye tamaam khawaateen ka problem hai. ya tamaam chef's ka

Ke jab bhi pyaaz kaati jaye toh aankhoun main shadeed jalan hoti hai.

ye jalan waise toh medical point of view se eyes ke liye achi hai.magar phir bhi.

aankhoun main jalan nahi ho iske liye zaroori hai ke pyaaz ko aap kisi aise bartan main kaatain keh

jis main paani ho. aur pyaaz ka chilka utaarte sath hi foran usko kisi shopper main dal ke band kar d

dain .kion ke aankhoun main ziaada jalan ki waja..pyaas nahi balke pyaaz ke chilke hote hain.