CHANA NIHAARI
NASAIN AUR CHANE KI NIHAARI BEHAD ZAAIQE DAAR DISH HAI. NASHTE YA KHANE MAIN NAAN KE SATH TANAWAL FARMAAIYE.
INGREDIENTS
NASAIN AUR HADDIYAAN YAKHNI
1 KG
SAFAID BOILED CHANA
1 CUP
NIHAARI MASALA FOR ONE KG
ANY ONE PACK (SHAN IS BEST)
ONION
ONE BIG
GINGER GARLIK PASTE
TWO TEA SP
FRESH CORIENDER
ONE TEA SP
GINGER SLICES FOR GARNISHING
TWO TEA SP
GARAM MASALA POWDER
FOR GARNISHING
COOKING OIL
1 ½ CUP

METHOD
HADDIYOUN AUR NASOUN MAIN PANI AUR HALKA SA NAMAK DAALAIN AUR PRESSURE COOKER MAIN ALMOST 2 HRS TAK COOK KAR LAIN. KION KE NASAIN MUSHKIL SE GALLTI HAIN. NAMAK BOHOT HALKA ISTIMAAL KARAIN KION KE BAZAARI NIHAARI MASALE MAIN KAFI ZIADA NAMAK HOTA HAI. NASAIN GAL JAYAIN TOH INKI YAKHNI SAMAIT EK TARAF RAKH LAIN.AUR HADDIYAAN NIKAAL KAR PHAINK DAIN. SAFAID YA KABULI CHANA KO BHI HALKE NAMAK MAIN ACHE SE GALA LAIN. AUR CHANO KA PANI HALF SE ZIADA PHAINK DAIN.

NOW IN A DEEP PAN HEAT UP THE COOKING OIL AND ADD ONION TO FRY TILL IT GETS GOLDEN BROWN. ADD NASAIN AND HADDIYAAN WITH OUT YAKHNI AND FRY THEM FOR TWO MIN. ADD GINGER GARLIK PASTE AND NIHAARI MASALA. AUR ACHE SE BHOON LAIN. ISKE BAAD IS MAIN YAKHNI DAAL KAR OOPAR SE BOILED CHANE BHI DAAL DAIN..AUR DAM PE PANCH MIN KE LIYE PAKNE KE LIYE CHOR DAIN..SO THAT CHANA AUR YAKHNI YAK JAAN HO JAAYAIN. YAKHNI KO ITNA PAKA LAIN KE IS MAIN PANI BAS REQUIRED SHORBE JITNA REH JAYE.
KHOOBSOORAT DISH MAIN NIKAAL KAR FRESH DHANIYA, SABZ MIRCH AUR ADRAK GARAM MASALA SE GARNISH KAR KE SERVER KARAIN WITH NAN OR KULCHA.