.
Results 1 to 2 of 2

Thread: فالودہ قلفہ/Faalooda Qulfa Recipe

  1. #1

    فالودہ قلفہ/Faalooda Qulfa Recipe















    Items To USE

    Skimmed milk or condenced milk half cup
    milk pack one kg pack
    khoya half cup
    sugar half cup
    ilaaichee powder one forth tea spon
    cream (if u need) half cup

    gond qateera half tea spon.rat ko pani main bhigo ke rakh dain..aik cup pani mian
    tukh mlannga one forth tea spoon raat ko half cup pani main bhigo ke rakh dain
    qulfa waali siwaaiyaan.. kahin se bhi le lain..qulfe wale se..thande pani main bhigo ke rakh dain
    rooh afza..(ye aik pakistani sharbat ka name hai.red colour ka hota hai.aap apni marzi ka koi meetha sharbat lain..khatta ya flavoured nahi hona chaiye)

    milk pack wala milk khoya and sugar ko pakne ke liye rakh dain.itna paka lain.ke half reh jaye..ilaachi powder mix kar lain
    phir isko freezer main thanda hone ke liye rakh dain.
    jab thandda ho jaye khoob.toh is mian cream and skimmed milk mix karain aur achi tarha mix karain.dobara se freezer main rakh dain..qulfa freez ho jaye toh samajhiye taiyaar hai..

    aik bowl main..qulfa ke two scoop daalian..oopar se thori si siwaaiyaan daalain..uske oopar paani se nikaal kar tukh mallnnga and thora sa gond qateera daal dain.jitna aap ko pasand ho aik serving main..
    uske oopar rooh afza ke kuch drops daal kar thnnda thannda serve karain..

  2. #2
    tukh malanga bheeg ke aisa ho jata hai.



    gond qateera bheege baghair aisa hota hai.aur bohot hard





    bheeg ke aisa ho jata hia




Thread Information

Users Browsing this Thread

There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •