Ingredients Spices
Note : Its Upto You Keh Aap Chicken Ke Qeeme Ke Chappli Kabab Banana Chahte Hain. Ya Beef Ke
Chicken Ka Qeema 1 Kg


Agar Aap Ko Beef Ke Chappli Kabab Banaane Houn Toh Add Few Things

Beef Ke Chappli Kabab Banaane Ke Liye Aap Ko Kuch Mazeed Cheezain Chaahiye Hongi.
Beef Qeema 1 Kg
Corn Flour (Makkaiee Ka Aata Not Fine Aata) 2 Tea Spoon
Anaar Daana Crushed 1 Tea Spoon
Tomato Slices ( Kabab Ke Andar Slice Rakhne Ke Liye) According To Requirment


Agar Chiken Ke Qeeme Ke Chapli Kabab Banaane Hain Toh Us Main Anaar Dana Aur Makkaiee Ka Aata Shamil Naa Karain.Balke thore se mashed boil aaloo shamil kar lain Like half kf chicken qeema main aik darmayana aalo boil kar ke mash kar ke mix kar lain

. Aur Beef Ke Banaane Hain Toh Us Main Makkaiee Ka Aata Aur Anar Daana Laazmi Daalain. Us Ke Baad Us Main Following Tamaam Ingredients Daal Kar Hath Se Achi Tarha Mix Karain.
Aur Chiken Ke Kabab Main Tomato Slices Darmyan Main Nahi Rakhe Jaate..Bale Beef Ke Kabab Main Rakhe Jaate Hain.

Roasted Crushed Dhannya 2 Tea Spoon
Roasted Crushed Zeera 1 Tea Spoon
Roasted Crushed Red Chili 1 Tea Spoon
Salt To Taste
Black Pepper Crushed ½ Tea Spoon
Ginger Garlic Chopped 2 Tea Spoon
Onion Chopped 1 Big
Green Chilies Chopped 1 Tea Spoon


Method
Qeeme Ya Beef Main Tamaam Ingredients Mix Kar Ke In Ke Kabab Bana Lain . Patle Aur Bare Bare. Magar Beef Ke Har Aik Kabab Ke Darmyan Aik Tomato Slice Rakhte Jaayain . So That Kabab Andar Tak Se Pakk Jayain. Aur Kabab Ke Andar Acha Taste Aaye.
Kabab Fry Karne Ke Liye Tawaa Ko Tez Aanch Pe Khoob Acha Garam Kar Ke Us Main 2 Table Spoon Oil Ya Ghee Daalain Phir Tez Aanch Par Hi Fry Karain Golden Brown Hone Tak.
Podeene Ya Hare Dhaniye Ke Raaite Ke Sath Serve Karain.Ingredients Spices
Note : Its Upto You Keh Aap Chicken Ke Qeeme Ke Chappli Kabab Banana Chahte Hain. Ya Beef Ke
Chicken Ka Qeema 1 Kg


Agar Aap Ko Beef Ke Chappli Kabab Banaane Houn Toh Add Few Things

Beef Ke Chappli Kabab Banaane Ke Liye Aap Ko Kuch Mazeed Cheezain Chaahiye Hongi.
Beef Qeema 1 Kg
Corn Flour (Makkaiee Ka Aata Not Fine Aata) 2 Tea Spoon
Anaar Daana Crushed 1 Tea Spoon
Tomato Slices ( Kabab Ke Andar Slice Rakhne Ke Liye) According To Requirment


Agar Chiken Ke Qeeme Ke Chapli Kabab Banaane Hain Toh Us Main Anaar Dana Aur Makkaiee Ka Aata Shamil Naa Karain. Aur Beef Ke Banaane Hain Toh Us Main Makkaiee Ka Aata Aur Anar Daana Laazmi Daalain. Us Ke Baad Us Main Following Tamaam Ingredients Daal Kar Hath Se Achi Tarha Mix Karain.
Aur Chiken Ke Kabab Main Tomato Slices Darmyan Main Nahi Rakhe Jaate..Bale Beef Ke Kabab Main Rakhe Jaate Hain.

Roasted Crushed Dhannya 2 Tea Spoon
Roasted Crushed Zeera 1 Tea Spoon
Roasted Crushed Red Chili 1 Tea Spoon
Salt To Taste
Black Pepper Crushed ½ Tea Spoon
Ginger Garlic Chopped 2 Tea Spoon
Onion Chopped 1 Big
Green Chilies Chopped 1 Tea Spoon


Method
Qeeme Ya Beef Main Tamaam Ingredients Mix Kar Ke In Ke Kabab Bana Lain . Patle Aur Bare Bare. Magar Beef Ke Har Aik Kabab Ke Darmyan Aik Tomato Slice Rakhte Jaayain . So That Kabab Andar Tak Se Pakk Jayain. Aur Kabab Ke Andar Acha Taste Aaye.
Kabab Fry Karne Ke Liye Tawaa Ko Tez Aanch Pe Khoob Acha Garam Kar Ke Us Main 2 Table Spoon Oil Ya Ghee Daalain Phir Tez Aanch Par Hi Fry Karain Golden Brown Hone Tak.
Podeene Ya Hare Dhaniye Ke Raaite Ke Sath Serve Karain.