Aaloo 1/2 Kg
Sookhi Methi 1 Tb Sp
Red Chilli Powder 1/2 Tea Spoon
Red Crushed Chilli Powder 1/2Tea Spoon
Salt To Taste
Termeric/Halldi Powder 1/4th Tea Spoon
Amchoor/Khattai Powder 1/2Tea Spoon
Onion/Piyaaz cut in medium slices 1 Medium
Tomato/Tamatar cut in fine chopped shape 2 Medium
Green Chillies Cut in thin slices 5
Zeera/Cumin Seeds Crushed 1/2 Tea Spoon
Saboot Dhanniya Crushed 1/2 Tea Spoon
Oil 1 Cup
Sirka/Vineger 1 table Spoon



Method

Cut Potatoes In Fine Medium Cubic Shape
Oil Ko Pressure Cooker Main Garam Kar Ke Us Main Zeera Daaal Dain Sath Hi Piyaaz, Tamatar Daal Kar Do Min Ke Liye Tez Aanch Par Paka Lain. Iske Sath Hi Is Main Tamaam Masaale (Sirf Sirka Aur Sookhi Methi Nahi Leni) Aur Aaloo Daal Dain Tamaam Cheezoun Ko Mix Kar Ke Is Main 1/4 Cup Pani Daal Kar Cooker 2 Min Ke Liye Band Kar Dain.

2 Min Ke Baad Pressure Cooker Khol Kar Is Main Sirka Sookhi Methi Daal Kar Tez Aanch Par Bhoon Lain Oil nikalne tak

Aaloo Taiyaar Hain.
Sehri main desi ghee ki roti ya naashte main paraathe ke sath khoob acha combination.

Garam Garam Ball Wale Paraathe Ya Poori Ke Sath Nosh Farmaaiye.

Shukria